Jan 072009
 

Sai Teri Leela Kabhi Samaj Na Pau Main
Tere Charno Mein Sada Shish Jukau Main
Sai Teri Leela Kabhi Samaj Na Pau Main
Tere Charno Mein Sada Shish Jukau Main
Pani Se Bhi Tune Baba Deep Jalae Hain
Neem Ke Patte Tune Mithe Banaye Hain
Pani Se Bhi Tune Baba Deep Jalae Hain
Neem Ke Patte Tune Mithe Banaye Hain
Teri Mahima Ka Kaise Gun Gaan Gaau Main
Tere Naam Wali Sada Jyot Jalau Main
Sai Teri Leela Kabhi Samaj Na Pau Main
Tere Charno Mein Sada Shish Jukau Main

Kaha Tum Paida Hue Kaun Maa Baap Sai
Saari Duniya Na Abhhi Tak Ye Jaan Paai
Hindu Ho Na Muslim Sikh Ho Na Isai
Sabhi Dharmo Mein Hai Samae Mere Baba Sai
Sabhi Dharmo Mein Hai Samae Mere Baba Sai
Jannat Se Pyaari Teri Shirdi Hi Jaaon Main
Tere Naam Ki Vibhuti Mathe Pe Lagao Main
Sai Teri Leela Kabhi Samaj Na Pau Main
Tere Charno Mein Sada Shish Jukau Main

Banke Fakir Baba Ghar Ghar Manga Tune
Leke Vish Duniya Se Amrit Bata Tune
Din Dukhiyon Ka Dukh Apna Hi Jaana Tune
Saara Sankar Sai Apna Hi Maana Tune
Saara Sankar Sai Apna Hi Maana Tune
Tujsa Dayalu Kahi Dhundh Na Paau Main
Teri Karuna Ke Geet Sabko Sunau Main
Sai Teri Leela Kabhi Samaj Na Pau Main
Tere Charno Mein Sada Shish Jukau Main

Sai Tera Jeevan Bhi Kitna Mahan Hain
Charon Mein Tere Sara Jhukta Jahan Hain
Kiske Hain Bhaav Kaise Tumhe Pehchan Hain
Baba Teri Shakti Pe RANA Kurbaan Hain
Baba Teri Shakti Pe RANA Kurbaan Hain
Tujse Bichhad Ke Na Kabhi Reh Paau Main
Tera Bas Tera Bas Tera Hi Ho Jaau Main
Pani Se Bhi Baba Tune Deep Jalae Hain
Neem Ke Patte Tune Mithe Banaye Hain
Teri Mahima Ka Kaise Gun Gaan Gaau Main
Tere Naam Wali Sada Jyot Jalau Main
Sai Teri Leela Kabhi Samaj Na Pau Main
Tere Charno Mein Sada Shish Jukau Main
Tere Naam Ki Vibhuti Mathe Pe Lagao Main
Teri Karuna Ke Geet Sabko Sunau Main
Tera Bas Tera Bas Tera Hi Ho Jaau Main
Tera Bas Tera Bas Tera Hi Ho Jaau Main

Print Friendly, PDF & Email
 Tagged with:

  2 Responses to “Sai teri leela kabhi samajh na paun main”

  1. Most fabulous

Leave a Reply to kamlesh kumar Cancel reply

You may use these HTML tags and attributes: <a href="" title=""> <abbr title=""> <acronym title=""> <b> <blockquote cite=""> <cite> <code> <del datetime=""> <em> <i> <q cite=""> <s> <strike> <strong>

(required)

(required)

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.