Feb 182013
 

Prem magan matwala peekar Sai naam ka pyala
Masti mein tu dol Sai bol, Sai bol, Sai Bol

Gyaan ki man mein jyot jalake ahankaar tam door bhagake
Dhyaan lagake charnon mein tere antar ke pat khol
Sai bol, Sai bol, Sai bol prem magan matwala peekar
Sai naam ka pyala masti mein tu dol Sai bol, Sai bol, Sai Bol

Shraddha ke do phool chadhakar vishwas ka tilak lagakar
Bhakti aur samarpan ka ashish hai anmol
Sai bol, Sai bol, Sai bol prem magan matwala peekar
Sai naam ka pyala masti mein tu dol Sai bol, Sai bol, Sai Bol

Tujhe kinara mil jayega, param sahara mil jayega
Pee anjana naam ki booti yaad ras mein ghol
Sai bol, Sai bol, Sai bol prem magan matwala peekar
Sai naam ka pyala masti mein tu dol Sai bol, Sai bol, Sai Bol

Nov 192012
 

Om Brahma Vishnu Maheshwar Srashta palak arupralayeshwar Om anant agam agochar Tu Rahim tu hi Ram Sai saacho tero naam Eshwar Allah Satguru Sai Tu hi Ram tu hi Shaam Mere Vaahe Guru Satnaam Sai saacho tero naam Mohe darshan de prabhu darshan de Sai Ram Sai Shaam Hey alakhniranjan darshan de Darsha de Sai

Continue Reading...